BROKEN DOSTI


D�sti 5 M�tiy�n Ki Ek Kh�bs�r�t MALA" H�i
1>M�hb�t
2>Q�rb�ni
3>W�f�d�ri
4>Ith��d
5>Aitm��d
Ag�r Is "MALA" S� Aik B M�ti T��t J�y� T� S�ri "MALA" Bikh�r jaegi...

*******************


har bar ek azab se dochar kar gaya.
Rasta badal badal k b dekha magar w0 shaks..
Dil mein utar k sari haden par kar gaya

*******************


wo kare bewafai mai sada wafa karon,
meri dosti ne itna sikhaya hai mjhe,
khud mit jaon mager us ke liye dua karon.

*******************


It seems like a heaven when it moves in your body
Finally you will find that it sucking your blood and soon your going to die
No other way.

*******************


Ye roshni bhi hai andhera bhi ha
Khwahishon se bhara jazeera bhi ha
Bohat anmol ik heera bhi ha.

*******************


Pass se dekho to sharab bhi ha
Dukh milne pe ye azab bhi ha
Aur ye pyar ka jawab bhi ha..

*******************


zindagi veraan se ho gayi,
gaye woh din
jab humne unse umeed rakha
Aaj yeh khoob ho gaya
ki humain dosti se nafrat ho gayi

*******************


Zindagi bedard ho gayi yaaroo
Kya huwa jo jal gaya aashiyana hamara
Door tak roshni to ho gayi yaaroo..

*******************


yon bhi guzar gai shab-e-furqat kabhi kabhi
ai dost ham ne tark-e-muhabbat k bawajud
mahsus ki hai teri zarurat kabhi kabhi......

*******************


lekin ye sochta hun k ab tera kya hun main
bikhra para ha tere hi ghar mein tera wajud
bekar mahfilon mein tujhe dhundta hun main

*******************


Hamein To Ho Gaya Dushwaar Ik Insaan Ka Paana!

*******************

A True Friend...Scolds like a Dad,
Cares like a Mom,
Teases like a Sister,
Irritates like a Brother,
And Finally Loves u more than a LOVER...

*******************

sitam hi karna jafa hi karna nigah-e-lutf kabhi na karna
tumhen qasam hai hamare sar ki hamare haq main kami na karna.

*******************

Kar jaa kuch aisa yaari may,
Ke thanks aur sorry words beimaan lage,
Nibha aisi yaari ke yaaro ko,
Tumhe chhodna mushkil aur duniya chhodna aasana lage..

*******************

is ada se vo vafa karte hain
koi jane k vafa karte hain
hamko choroge to pachtaoge
hansana valon se hansa karte hain...

*******************

Friendship iz like a glass,
handle it with care,
becoz once broken cannot be mended,
and even if mended....
a crack iz alwaz there..

*******************

Door chnad kahi jal raha ho ga
Kis ka dil machal raha ho ga
Uff yeh mera pairo mai chubhan kasi
Zaror mere koi apna kanto per chal raha ho ga

*******************

Aj ujali ki kiran kho gayi
zindagi veraan se ho gayi,
gaye woh din
jab hamne unse umeed rakha
Aaj yeh khoob ho gaya
ki human dosti se nafrat ho gayi

*******************

Aaap jaisa dost har ek ka khwab hota hai,
Jin ka alag andaaz hota hai,
Asma ka koi hisab nahi hoya,
Par Aap
Kejaisa ek dost taro me aftab hota hai

*******************

Iqrar kr gya kbi inkar kr gya,
hr bar ak azab sy doo char kr gya.
Rasta badal badal ky b dekha magar wo shaks
Dil mein utar k sari haden par kar gaya�

*******************

Duaoon main tari khoshi mangty han
Khaboon main tari hansi mangty han
Sochtay hain hum tum sy kia mangan
Chalo umer bher ki DOSTI mangty han.

*******************

Hm to khty thy kh hm pathr dil ho chuky hain,
Mgr, Azmaish e waqt pr phoool sy bhe hasas nikly...!!!

*******************

Ghum- e- dil sunaaney kou g chahataa hei..
Tumain aazmaaney kou g chahataa hei.
Sunaa hei jb se key bohat door hou tum,
bohat door jaaney kou g chahataa hei..
Unhayn hum say koee sheekaayat nahee hei,
yun hee rooth jaanay kou g chahataa hei
Dua hai k wo Humse 100 bar roothein,
hamara mananay ko jee chahata hai.

*******************

"Dostee kaa payghaam jou aapkaa millaa,
Dil hoo gya khushh mit gayaa saaraa gillaa,
Kisee Dost kou nahee milla ho gaa,
Dostee kaa aiysaa silla,
Key Saarey Ghumm Ho gaye door mayray,
Jub doston kay piyar kaa nazraana millaa"

*******************

Zindaggee kei raaahon mai tumein jou gham milein gey,
Mayray haunslon sey kumm milain gey....
Jub khod kou tanhaa paao kbee,
Qassam dostee kie bus yaad karnaa aur samaney ham milein gey....

*******************
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...